29/07/2026
🏴 **Arbaeen 2026 | Ya Hussain (AS)** 🖤
Har qadam Imam Hussain (AS) ki mohabbat, sabr aur qurbani ka paigham hai. Karbala ki taraf uthne wala har qadam ibadat aur wafadari ki misaal hai.
**"Labbaik Ya Hussain (AS)"** ❤️
🤲 Allah Ta'ala tamam zaireen ki ziyarat qubool farmaye aur hifazat ke saath safar mukammal karaye. Ameen.