22/07/2026
π€ Zinda logon ke aansu pochna, unka sahara banna aur unki takleef ko apni duaon aur madad se halka karna hi asli insaniyat hai.
Janaze mein shamil hona zaroori hai, lekin kisi ke mushkil waqt mein uska haath thaam lena usse bhi badi nekΔ« hai. Allah humein logon ke liye rahmat aur aasani ka zariya banaye. Aameen. π€²β¨