03/05/2026
🚨 Haj 2026 Important Notice 🚨
Haj - 2026 ke liye 15 saal se kam bachon ke visa cancel kar diye gaye hain.
❗ Kisi bhi minor ko Haj ke liye travel karne ki ijazat nahi hogi.
👉 Apne HGO se turant contact karein
👉 Official rules ko follow karein
👉 Travel planning update karein
🕋 Allah aapki safar ko aasaan aur maqbool banaye.
From :- AL HARAM UMRAH Tour Co.
Jamnagar, India.
{ HAJ, HAJJ, UMRAH, HAJ26, HAJJ26, HAJ2026, HAJJ2026, ALHARAM }