19/05/2026
Kabhi kabhi lagta hai
main pahadon tak nahi aata…
ye pahad hi mujhe bula lete hain. 🏔️✨
Shehar mein sab kuch tha,
bas woh sukoon nahi
jo yahan ki khamoshi de jaati hai.
Aur ajeeb baat ye hai…
yahan aake lagta hai
main duniya se nahi,
khud se mil raha hoon. 🌿