Q R international for Umrah & Haj

Q R international for Umrah & Haj Contact for any confusion ( masla) regarding haj & Umrah and training. And also for Haj, Umrah & Jayarat tour anywhere in India

07/09/2017
Assalamualaikum dosto! Ye pic Mataaf me li gi hai. Jahan 1 i think kuch month k bacche ko tawaf karaya ja raha hai. Inke...
18/10/2015

Assalamualaikum dosto! Ye pic Mataaf me li gi hai. Jahan 1 i think kuch month k bacche ko tawaf karaya ja raha hai. Inke parents ki jajba dekhe.
Allah hme or hamare aolad ko V baar baar haj o umreh ka tawfeek de...Ameen!!!!

24/09/2015

सऊदी अरब के पवित्र शहर मक्का में हज दौरान भगदड़। शैतान को पत्थर मारने के लिए जुटे थे हज यात्री।

Alhamdulillah! Jharkhand k haji jis kheme me ruke hai wha se jamraat jane k lie jo road hai wo safe hai mean jahan p ye ...
24/09/2015

Alhamdulillah! Jharkhand k haji jis kheme me ruke hai wha se jamraat jane k lie jo road hai wo safe hai mean jahan p ye hua h wha se kafi door hai..

Mina (Makkah) k street no 206 m hui bhagdar...
24/09/2015

Mina (Makkah) k street no 206 m hui bhagdar...

24/09/2015

Assalamualaikum! update ko share kre take jyada logo ko ye baat pta chal ske. SVi logo se gujarish hai k apne apne hajio se rbta kre. Ksi tarah ki jankari k lie mre phone no 8092410822 pr contact kr skte hai....

24/09/2015

Makkah m mina ( 5 KM from haram) k road no 206 m bhagdar ho gaya. Jisme 150 logo ko mrne ka news hai. Maloom kr rha hu k usme Indian haji safe hai ya nhi. Aap sV log dua kre k allah unki hifajat kre... Aameen

Jable Rahmat jo k mina k wadio m hai. Ey farmya gaya hai k Qayamat k din sare insaan jama hongge jo k hasr ka maidaan ho...
23/09/2015

Jable Rahmat jo k mina k wadio m hai. Ey farmya gaya hai k Qayamat k din sare insaan jama hongge jo k hasr ka maidaan hooga. Jhan p ajmeen-e-hajj dua krte hai......

# # copy to prabhat khabar.. Ranchi...... # # # dainik bhaskar.. Ranchi.. # # # #

2015 m haj m g*e hue haji. Jo aV Arafat m hai. Jahan hajio ki hajri k arkaan e haj m jaruri hai. AV wahan pe 30 lakh ajm...
23/09/2015

2015 m haj m g*e hue haji. Jo aV Arafat m hai. Jahan hajio ki hajri k arkaan e haj m jaruri hai. AV wahan pe 30 lakh ajmeen-e-hajj jama hue hai.. Hm sb dua kre k allah tamaan logo k haj ko asaan kre or qubool kre.....

# # copy to Prabhat khabar & Dainik bhaskar # # # Ranchi.

Address

At/Itki, Po& Ps-Itki
Ranchi
835301

Telephone

8092410822

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Q R international for Umrah & Haj posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category