02/07/2026
🕉️ 🌸 Welcome to Shiv Khori! 🌸
🙏 Shiv Khori ki pavitra dharti par sabhi Amarnath Yatriyon ka hardik swagat hai. 🙏
Baba Barfani ke darshan ke is pavitra safar mein hum prarthana karte hain ki Bhagwan Shiv aap sab par apni kripa banaye rakhen aur aapki yatra ko suraksh*t, sukhad aur mangalmay banaye.
Agar aap Shiv Khori aaye hain, to is adbhut gufa ke darshan ka avsar zarur prapt karein aur Mahadev ka ashirwad lein.
Har Har Mahadev! 🚩
Jai Baba Barfani! ❄️
Jai Shiv Khori! 🕉️
📍 Welcome to Shiv Khori, Ransoo (Jammu & Kashmir)