26/06/2026
🛑 Aise vyakti ke sath Tirth par jana matlab paap bhagidari? Tirth Yatra ka matlab hota hai mann ki shanti aur bhagwat bhakti. Lekin agar aapka sathi sahi nahi hai, toh aapki yatra safal nahi hoti. 1️⃣ Krodhi aur Jhagralu: Jo har baat par gussa karein aur mahaul kharab karein.
2️⃣ Nindak (Chugli karne wale): Jo pavitra sthan par bhi dusron ki burai dhundhein.
3️⃣ Adharmik ya Nastik: Jo pavitra niyamon ka majak udayein.🌸 Tirth hamesha unke sath karein jo aapko bhakti marg par aage badhayein, na ki aapka dhayan bhatkayein.Agar aapko yeh baat sahi lagi toh share jaroor karein!