12/03/2026
Jamat-ul-Vida Mubarak π€²
Ramadan ka aakhri Juma humein yaad dilata hai ke Allah ki rehmat kabhi khatam nahi hoti.
Allah hum sab ki duaon ko qubool farmaaye, humari ibadat ko qabool kare aur humein barakat bhari zindagi ata kare. Ameen.
Is mubarak din par apne dil ko duaon, shukr aur ibadat se roshan karein. π