19/09/2026
Jumma Mubarak! πβ¨
Madina Munawwara ki muqaddas sarzameen se Jumma ki beshumar barkatein aur rehmatain aap sab ke naam. Allah Ta'ala hum sab ki duayein qabool farmaye, humare gunah maaf kare aur hum sab ko baar baar Haramain Sharifain ki ziyarat naseeb farmaye. Ameen! π€²π
Safar-e-Umrah aur Ziyarat ke behtareen packages ke liye aaj hi humse rabta karein:
π Contact / WhatsApp: 0320-2040006